शुक्रवार, 14 जून 2013

kavita

Teri nazro mai ,hansi mai, adaa mai,naarazgee mai,
tere kadmo ki aahto ke andaaz mai,
Us thuddi par haath rakhne kee adaa mai,us jaldi jadi jaane aur mudke naa dekhne kee sadaa mai,
us bolkar naa sochne kee phithrat,aur hamare aansuo par rone kee adaa mai,
Phir poonch dene apne aansuo ko bhool ,hamaare aankhe,
hans denaa kheez kar hamaari gustaakhiyoo par,
Apne dard kee aahat bhi nahi hone dete ho.
Band kamraa kah rahaa tha roye the tum, par poochne kaise,
Tum samaz jaaoge ki hawaoo mai bhi chugli chalti hai.
Laut aate hai dekh tere ghar ke darwaaze.
Ki khudaa ki ibaadat kaa shaur sikhlaade mere maulaa.
Mandiro mai khuda बुत hai ,aur,ibaadat ke शऊर ko ham khojte hai.

Amrita...